Baask- Home of Balochi Language, Literature & Culture

Non-Baluchi Litrature در بلوچی زبانانی ادب => ھندی / اردو Urdu / Hindi => Topic started by: Zahida Raees Raji on May 16, 2005, 01:16:31 PM

Title: Kuch ehm nukaat naye likhne waaloN ke
Post by: Zahida Raees Raji on May 16, 2005, 01:16:31 PM
(http://www.urdustan.com/mazameen/nikaat/nikaat7-1.gif)

For more...
http://www.urdustan.com/mazameen/nikaat/nikaat7.html

Thanks to Urdustan network.
Title: Re: Kuch ehm nukaat naye likhne waaloN ke
Post by: Mehhlab Baloch on September 24, 2006, 11:49:25 AM
hello dear i guess the poetry is the real name to express feelings only n there s no need to follow any rules to xpress personal feelings.f u write any kind of poetry wether ghazal or nazm tthe purpose is only to share thota and feelings.hope my points will not b minded.
Title: Re: Kuch ehm nukaat naye likhne waaloN ke
Post by: Zahida Raees Raji on September 24, 2006, 06:32:55 PM
hello dear i guess the poetry is the real name to express feelings only n there s no need to follow any rules to xpress personal feelings.f u write any kind of poetry wether ghazal or nazm tthe purpose is only to share thota and feelings.hope my points will not b minded.

durust farmayaa aap ne keh shaahiree jazbaat ke izhaar ka naam hai kisee rule ke follow ka naheN. lekin behna/bradarum ek sach se aap bhi inkaar naheeN kar sakte/sakteeN keh shar goyii kar ek ke bas ka rog naeheN hai.

jis taraH gungunanaa yaa gaana gaana yaa phir drawing and painting ek shauq hai aur kisee rule ko follow karne kee zaroorat naeheN hai lekin public meN use pesh karne ke liye seekhna sikhaana zaroorii hotaa hai. bilkul aise hee voh insaan ke jise qalam ke zariye se apne eHsaasaat ke izhaar ka fan Khuda ne diyaa hai jabtak uskee baareekiyon ko naheeN samajhtaa tab tak voh apne kalaam ko voh muqaam naheeN de saktaa jo aaj Ata Shaad, Zahoor Shah Hashmii, Ghalib, Mir , Ahmad Faraz waghairah ke paas hai.
 
 :)[/b][/color]