Baask- Home of Balochi Language, Literature & Culture

Non-Baluchi Litrature در بلوچی زبانانی ادب => باسکانی دیوان کے اُردو شعراء اور لکھاری => ھندی / اردو Urdu / Hindi => ناہید عمر بلوچ => Topic started by: ناہید بلوچ Naheed Baloch on August 17, 2005, 01:59:19 PM

Title: nufrat ki vadi ..by...Naheed Baloch
Post by: ناہید بلوچ Naheed Baloch on August 17, 2005, 01:59:19 PM
Assalam-o-alakium
ek taza nazam pesh-e-khidmat haY..Aap ko meri ye nazam meri digar takhlikat seY mukhtalif mehsoos hoN gi ,,
bas ajkal zahan kuch ass tara ki tehrer likhneY per Aamada haY ,,

junmoN seY jung jari haY
nufrat ki as vadi meiN
pani seY piyas bujti nahiN
mun ko taskeen milti nahiN
khon ki asi piyas lagi
junmoN seY jo miT na saki
khon baha ek insaN ka
aur ak insaN ko khoshi hoyi
khon ki holi kheli gayi
junmoN seY log mirteY gaye
nuslooN tak jung jari rahi
log mareY  aur merteY gaye
apni shan baRhaneY keliye
maSoom hatooN meiN hathiyar thama diye
aur, badleY ki Aag asi jali
kayi nasleeN as meiN julas gayeiN
koyi to ye silsila band kareY
badleY keY bajaye koyi to ma"af  ker deY
mager shayid,
asa mumkin nahiN
ma"af  kerneY meiN in ki shan ghaTti haY
aur
khon bahaneY mein in ki shan buRti haY
ye khon ki nadi haY
jo junmoN seY bha rahi haY
aur
 bhati raheY gi
Naheed to kitni pagal haY
jo nufrat ki vadi meiN
piyar aur dosti keY
phool khilana chati haY
teri bateiN sun ker
tujeY buzdil kaheiN geY sub hi
kiyokeY
qabilaY ki shan bhaRhaneY keliye
khon bahana peRta hay
aur to,
insaniyat seY  piyar kerti haY
mager
to kiyoN ye bhol rahi haY
nufrat ki vadi meiN
khabi piyar keY phool
nahiN khil sakteY
Title: WelDone
Post by: Sabeel on August 17, 2005, 06:09:21 PM
Buhaat Khoob  (y)

Sis Naheed



Regards,

 (F) Sabeel
Title: nufrat ki vadi ..by...Naheed Baloch
Post by: Abdullah on August 17, 2005, 08:25:42 PM
Sis Naheed,

Your both poems, Muhabbat Kia Hay and Nufrat Ki Vaadi, are very nice. I liked them very much.

Your bro,
Abdullah
Title: Re: WelDone
Post by: ناہید بلوچ Naheed Baloch on August 20, 2005, 07:00:59 PM
Quote from: Sabeel
Buhaat Khoob  (y)

Sis Naheed



Regards,

 (F) Sabeel

Sabeel brother
app ko hamari kavish pasand Aayi ass keliye bohot shokriya :)
Title: nufrat ki vadi ..by...Naheed Baloch
Post by: ناہید بلوچ Naheed Baloch on August 20, 2005, 07:03:37 PM
Quote from: Abdullah
Sis Naheed,

Your both poems, Muhabbat Kia Hay and Nufrat Ki Vaadi, are very nice. I liked them very much.

Your bro,
Abdullah

Brother Abdullah
thanx 4 ur appreciation :)
Title: nufrat ki vadi ..by...Naheed Baloch
Post by: Perozai R!nd on October 07, 2005, 04:04:31 PM
Amazing Sis Naheed.
MASHALLAH so much Nice Poem.
(F)
Title: nufrat ki vadi ..by...Naheed Baloch
Post by: ناہید بلوچ Naheed Baloch on October 14, 2005, 03:27:03 PM
fahad bro  
thanks 4 u r appreciation :)
Title: nufrat ki vadi ..by...Naheed Baloch
Post by: Perozai R!nd on October 14, 2005, 05:00:35 PM
khoon bahane mein in ki shaan burti hai
Ye khoon ki Nadi hai
Jo junmo,n se  beh rahi hai
Aur behti rahe gi
:((  :((

U r Welcome Sis Naheed.Above Sentence Are Very Imressive.
Title: Re: nufrat ki vadi ..by...Naheed Baloch
Post by: waleed_alblooshi on March 27, 2007, 05:47:03 PM
salam alaikum sis nice poem (F)
Title: Re: nufrat ki vadi ..by...Naheed Baloch
Post by: ناہید بلوچ Naheed Baloch on April 07, 2007, 03:01:50 PM
salam alaikum sis nice poem (F)

w salam bro waleed
thanx 4 liking my poetry .