Author Topic: Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee  (Read 7579 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Perozai R!nd

  • Baloch
  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 2685
  • Karma: 75
    • Baask - The Home Of Balochi Language & Literature
Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
« on: October 06, 2006, 08:50:15 PM »
Mere Baloch Bhayon Aur Behno.Es Dafah Aap Sab Sey Aik Nasri Nazm Share Karne Jaraha Hoon.Omeed Hey Aap Sab Ko Pasand Aayegi Aur Agar Nahee To I am Sorry..


Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
Mohabbat Jo Kabhi
BichaRneY Se To Kabhi Rooth Jaane Se
Adhoori Reh Jaati Hey
Mohabbat Kabhi KhushyoN Ki Baaraat Le Aati Hey
To Kabhi
AankhOn Ki MotyoN Ko Aanso`On Se Nehlaati Hey
Kyunkeh
Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
Mohabbat Deti Hey Janam Nafrat Ko
Kyunkeh
Mohabbat Sitam Hey Sitam garoN Ka
Mohabbat Fareb Hey Dhoke BaazoN Ka
Mohabbat To Bas Raaz HeY, Nafrat Ko Chupane ka
Mohabbat Hey To Bas Dil Tukraane K Liye
Mohabbat Soch Hey Dil Ko Tadpaane Ka
Kyunkeh
Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee


Fahad Naseer Rind


Offline Mehhlab Baloch

  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 586
  • Karma: 74
Re: Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
« Reply #1 on: October 06, 2006, 11:03:46 PM »
hohoo itnii narazgi achii nae wo b MoHABBAT jaise jazbe se...
apki shaeri k jawab main ye paish karti hon
mohabbat aisa naghma hay               zara b jhool holey main              to sur qaem nae hota
mohabbat aisa shola hay                   huwa jaisii b chalti ho                kabhi madham nae hota
mohabbat aisa rishta hay                   k jismain bundhne walon k          dilon main gham nae hota
mohabbat aisa poda hay                    jo tub b sabz rehta hay              k jub mousam nae hota
mohabbat aisa rasta hay                   agar pairon main larzish ho          to ye mohram nae hota
mohabbat aisa darya hay                   k barish rooth b jaye                  to pani kum nae hota
ye mera nazm..................................nae hay to kiya huwa....hahaha s main apka jawab to hay..
 
Hey nezoreen baskani nokteren beday bara!!!
Gulzmeen soth e kuth azmank pa tu perbast.

Offline Perozai R!nd

  • Baloch
  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 2685
  • Karma: 75
    • Baask - The Home Of Balochi Language & Literature
Re: Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
« Reply #2 on: October 07, 2006, 11:07:04 AM »
Aap Ke Jawab Mein Voh Dam Nahee Jo Meri Haqeeqat Ko Chupa Sake Sis Mehlab. :)
Lakin Phir Bhi Mind Blowing Jawab.Thankx...


Offline گوادری Gwaduri

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 252
  • Karma: 37
Re: Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
« Reply #3 on: October 07, 2006, 11:27:36 AM »
Mere Baloch Bhayon Aur Behno.Es Dafah Aap Sab Sey Aik Nasri Nazm Share Karne Jaraha Hoon.Omeed Hey Aap Sab Ko Pasand Aayegi Aur Agar Nahee To I am Sorry..


Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
Mohabbat Jo Kabhi
BichaRneY Se To Kabhi Rooth Jaane Se
Adhoori Reh Jaati Hey
Mohabbat Kabhi KhushyoN Ki Baaraat Le Aati Hey
To Kabhi
AankhOn Ki MotyoN Ko Aanso`On Se Nehlaati Hey
Kyunkeh
Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
Mohabbat Deti Hey Janam Nafrat Ko
Kyunkeh
Mohabbat Sitam Hey Sitam garoN Ka
Mohabbat Fareb Hey Dhoke BaazoN Ka
Mohabbat To Bas Raaz HeY, Nafrat Ko Chupane ka
Mohabbat Hey To Bas Dil Tukraane K Liye
Mohabbat Soch Hey Dil Ko Tadpaane Ka
Kyunkeh
Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee


Fahad Naseer Rind


Acha hai na yaar.... Jo mohabbat poori ho jaati hai... oska result atleast 12 bachoon ki shakal main nikalta hai.... and v r already facing the problem of over population.. :x

hohoo itnii narazgi achii nae wo b MoHABBAT jaise jazbe se...
apki shaeri k jawab main ye paish karti hon
mohabbat aisa naghma hay               zara b jhool holey main              to sur qaem nae hota
mohabbat aisa shola hay                   huwa jaisii b chalti ho                kabhi madham nae hota
mohabbat aisa rishta hay                   k jismain bundhne walon k          dilon main gham nae hota
mohabbat aisa poda hay                    jo tub b sabz rehta hay              k jub mousam nae hota
mohabbat aisa rasta hay                   agar pairon main larzish ho          to ye mohram nae hota
mohabbat aisa darya hay                   k barish rooth b jaye                  to pani kum nae hota
ye mera nazm..................................nae hay to kiya huwa....hahaha s main apka jawab to hay..
 

dors droooooooooooooooooooooooooooooooooog

i repeat...

Love is a fart in someone's heart :hehe:

Maara Tappi Kotag Hama Teera
Anga tai dedage kamaan'a hain

Offline Mehhlab Baloch

  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 586
  • Karma: 74
Re: Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
« Reply #4 on: October 07, 2006, 11:14:15 PM »
Gawadri jee experience speaks.................apki koi ghalti nae.............ooooooooooooooopssss
Hey nezoreen baskani nokteren beday bara!!!
Gulzmeen soth e kuth azmank pa tu perbast.

Offline ~Hijaab~

  • New Baask
  • *
  • Posts: 1
  • Karma: 1
Re: Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
« Reply #5 on: October 08, 2006, 12:09:20 PM »
Buhat Umda

Offline Samren

  • New Baask
  • *
  • Posts: 2
  • Karma: 1
Re: Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
« Reply #6 on: October 09, 2006, 06:03:51 PM »
bro fahad bohot gharayi hay app ki tehrir mein  :)
bohot umda likha hay aur dil sey likha hay  (F)

Offline Perozai R!nd

  • Baloch
  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 2685
  • Karma: 75
    • Baask - The Home Of Balochi Language & Literature
Re: Mohabbat Kabhi Poori Hoti Nahee
« Reply #7 on: October 09, 2006, 08:40:04 PM »
bro fahad bohot gharayi hay app ki tehrir mein  :)
bohot umda likha hay aur dil sey likha hay  (F)
Sis Samren Thankx a Lot For Liking it. (ff)