Author Topic: Hamsafar ham to itne goma,e ga,e  (Read 3323 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Gulab Ghalib Baluch

  • Baask Poet
  • ***
  • Posts: 47
  • Karma: 1
Hamsafar ham to itne goma,e ga,e
« on: March 16, 2009, 09:56:25 PM »

Hamsafar ham  to  itne  gomaa,e  gahe
Apni pehchaan  pe  ghair  paa,e   gahe
...............................................
too ha,e  daata  teri  shaan  onchi  magar
Mery bachche  to  book,e  solaa,e  gahe
......................................................
Apn,e bachch,e na shaayad kabi son sak,an
O  kahaani  jo  ham  ko   sonaa,e       gah,e

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
Re: Hamsafar ham to itne goma,e ga,e
« Reply #1 on: March 28, 2009, 10:40:53 PM »
Bradaram :Gulab Ghalib Baluch: Aadaab
aap ke ashaar tu bohat hee khoobSoorat heN jis par dilee daad pesh e Khidmat hai.
aap kee yeh taKhleeq kyaa faqat 3 ashaar par mabni hai yaa iskee poorii Ghazal aap ke paas maujood hai? agar hai tu azra e karam woh bhi yahaN publish kar deeiye bohat mamnoon hooNgii.

khair andesh

Raji
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
Re: Hamsafar ham to itne goma,e ga,e
« Reply #2 on: April 04, 2009, 05:25:26 PM »
Aadab brother Gulab Ghalib Baloch
 Aap key ashar bohot umda heiN shayiri ka khayal khobsurat haY ,,ager pori gazal likhtey to aur bhi acha hota ....likhney ka safar jari rakho ....
From...
Naheed Umer

Naheed Umer Baloch

Offline Rinde jinek

  • Junior Baask
  • **
  • Posts: 40
  • Karma: 1
Re: Hamsafar ham to itne goma,e ga,e
« Reply #3 on: April 25, 2009, 09:52:42 PM »
good

Offline Gulab Ghalib Baluch

  • Baask Poet
  • ***
  • Posts: 47
  • Karma: 1
Re: Hamsafar ham to itne goma,e ga,e
« Reply #4 on: October 08, 2009, 09:22:46 PM »
Bradaram :Gulab Ghalib Baluch: Aadaab
aap ke ashaar tu bohat hee khoobSoorat heN jis par dilee daad pesh e Khidmat hai.
aap kee yeh taKhleeq kyaa faqat 3 ashaar par mabni hai yaa iskee poorii Ghazal aap ke paas maujood hai? agar hai tu azra e karam woh bhi yahaN publish kar deeiye bohat mamnoon hooNgii.

khair andesh

Raji

Aadab brother Gulab Ghalib Baloch
 Aap key ashar bohot umda heiN shayiri ka khayal khobsurat haY ,,ager pori gazal likhtey to aur bhi acha hota ....likhney ka safar jari rakho ....
From...
Naheed Umer


Gohar Raji o Naheed Umar
Salamo drout

Ghazal dost kanag,e lakh minnat,

A Ghazal,e tahna hamy sah,en band ant, pameshka, agan na man baskani diwana sarjama sheng kotag at,

shom.e saro sojani lotok
G.G Baluch