Author Topic: khowaishooN keY a"zab DasteY heiN  (Read 5107 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
khowaishooN keY a"zab DasteY heiN
« on: November 18, 2005, 05:16:24 PM »
kitna Haseen  haY
 ye meHel numa ghar
kitni dil-nasheen haY
as ki sajawaT
haN
meHlooN ki zindagi ka
 maza hi khuch aur haY
sub kuch pa leneY ka
nasha hi khuch aur haY
soneY ko jub mileY
reshmi bister
aur
her  t^araf ho
dolat ki rawani
phir to
qadam lu~R khaRa hi jateY heiN
aur
khowaisheiN bh~uRti hi jati heiN
ph~ir kisi chiz ko paneY ki duwa
lub per nahie   N hoti
bal_k
her chiz ko kharidneY ka Ghoror hota haY
aur
her khowaish ko
lumHooN meiN ta"ber mil jati haY
mager
qismat ki sitam z^arifi dekho
hum khawaisheiN bunteY bunteY
ek din
khowaishooN keY Ghulam bun jateY heiN
aur
buland wa bala a"maratooN meiN qeed ho ker
taRapteY heiN khoshi keliye
sisakteY heiN hasi keliye
mager ab
na khoshi haY na hasi haY
faqat AansoyoN ki rawani haY
kal keY jo khowab theY
Aaj wo a"zab heiN
nind Aati nahieN reshmi bister per
ye khoda !
dolatooN keY anbar meiN
piyar ki koyi dolat nahieN
ab to
apneY hi khowab DasteY heiN
khowaishooN keY a"Zab DasteY heiN
Naheed Umer Baloch

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
khowaishooN keY a"zab DasteY heiN
« Reply #1 on: November 18, 2005, 06:26:14 PM »
Salaam Sis,

aaj hee aap kee aawaaz meN aap kee yeh nazm sun kar mujhe jitna lutf aayaa paRh kar bhi acha laga hai so dilee daad aur mubarakbaad qubool keejiye.

Khuda kare zor-e-qalam aur ziyadah

Dua go wa talib-e-dua

Zahida Raees :Raji:
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline waleed umar rind

  • Semi Seniour Baask
  • ***
  • Posts: 243
  • Karma: 0
Re: khowaishooN keY a"zab DasteY heiN
« Reply #2 on: November 20, 2005, 05:10:45 PM »
Quote from: Naheed Baloch
kitna Haseen  haY
 ye meHel numa ghar
kitni dil-nasheen haY
as ki sajawaT
haN
meHlooN ki zindagi ka
 maza hi khuch aur haY
sub kuch pa leneY ka
nasha hi khuch aur haY
soneY ko jub mileY
reshmi bister
aur
her  t^araf ho
dolat ki rawani
phir to
qadam lu~R khaRa hi jateY heiN
aur
khowaisheiN bh~uRti hi jati heiN
ph~ir kisi chiz ko paneY ki duwa
lub per nahie   N hoti
bal_k
her chiz ko kharidneY ka Ghoror hota haY
aur
her khowaish ko
lumHooN meiN ta"ber mil jati haY
mager
qismat ki sitam z^arifi dekho
hum khawaisheiN bunteY bunteY
ek din
khowaishooN keY Ghulam bun jateY heiN
aur
buland wa bala a"maratooN meiN qeed ho ker
taRapteY heiN khoshi keliye
sisakteY heiN hasi keliye
mager ab
na khoshi haY na hasi haY
faqat AansoyoN ki rawani haY
kal keY jo khowab theY
Aaj wo a"zab heiN
nind Aati nahieN reshmi bister per
ye khoda !
dolatooN keY anbar meiN
piyar ki koyi dolat nahieN
ab to
apneY hi khowab DasteY heiN
khowaishooN keY a"Zab DasteY heiN



Nice Sharinf Gohaar NAheed baloch.
plz Keep It Up.
Thankx for sharinf it.

Offline Rind Baba

  • '''--Top Gun--'''
  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 2060
  • Karma: 212
  • Zendag Baat baloch Raaj ♡
Re: khowaishooN keY a"zab DasteY heiN
« Reply #3 on: November 21, 2005, 01:47:34 AM »
Quote from: Naheed Baloch
kitna Haseen  haY
 ye meHel numa ghar
kitni dil-nasheen haY
as ki sajawaT
haN
meHlooN ki zindagi ka
 maza hi khuch aur haY
sub kuch pa leneY ka
nasha hi khuch aur haY
soneY ko jub mileY
reshmi bister
aur
her  t^araf ho
dolat ki rawani
phir to
qadam lu~R khaRa hi jateY heiN
aur
khowaisheiN bh~uRti hi jati heiN
ph~ir kisi chiz ko paneY ki duwa
lub per nahie   N hoti
bal_k
her chiz ko kharidneY ka Ghoror hota haY
aur
her khowaish ko
lumHooN meiN ta"ber mil jati haY
mager
qismat ki sitam z^arifi dekho
hum khawaisheiN bunteY bunteY
ek din
khowaishooN keY Ghulam bun jateY heiN
aur
buland wa bala a"maratooN meiN qeed ho ker
taRapteY heiN khoshi keliye
sisakteY heiN hasi keliye
mager ab
na khoshi haY na hasi haY
faqat AansoyoN ki rawani haY
kal keY jo khowab theY
Aaj wo a"zab heiN
nind Aati nahieN reshmi bister per
ye khoda !
dolatooN keY anbar meiN
piyar ki koyi dolat nahieN
ab to
apneY hi khowab DasteY heiN
khowaishooN keY a"Zab DasteY heiN


BOHOT KHOOB!
THANKS NAHEED FOR SHARING IT WITH US   (F)
You can chain me, you can torture me, you can even destroy this body, but you will never imprison my mind.

Long Live Baloch & Balochistan

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
khowaishooN keY a"zab DasteY heiN
« Reply #4 on: December 17, 2005, 09:22:40 PM »
thanx  all of u sister zahida ,,brother waleed,,and rind baba  :)
Naheed Umer Baloch