Baask- Home of Balochi Language, Literature & Culture

General Diwan => Hobbies, fun games & Humour => Topic started by: Perozai R!nd on February 16, 2008, 06:42:06 PM

Title: Mohabbat Aur Husn
Post by: Perozai R!nd on February 16, 2008, 06:42:06 PM
Kehte Hein 1000 Saal Pehle Kee Baat Hai; "Husn" Aur "Mohabbat" Mei Gehri Dosti Tee. Aik Raat Dono Bhaite Baatein Kar Rahe Te Keh Itne Mein "Chaand" Nikal Aaya. Mohabbat Ne "Chaand" Kee Taareef Kar Dee. Ye Baat "Husn" Ko Nagawaar Guzri, Usne Ghusse Mein "Mohabbat" Ki Aankhein Noch Lein. Bas Usi Din Se "Mohabbat" Andhi Aur "Husn" Zaalim Hogaya..
Title: Re: Mohabbat Aur Husn
Post by: Mir Alihan on February 17, 2008, 05:18:50 AM
!!!!!! ???????

1000 saal pehle ki baath aap thak kahese ponchi????   Husn aaj kal kahaan zaalim hae, husn tho ab paise k ahge hemath haar choka hae, bechara kahaan zaalim hae aur jahan thak mohabbat ki baath hae o b aaj kal andhi na hae, balkain ab tho media ki karshama sazi ne sab koch ,ahan, sab koch tashth azbaam kar dhiha hae!!!!!!!!!!!
Title: Re: Mohabbat Aur Husn
Post by: Mahruk on February 22, 2008, 04:35:34 PM
waja Zafarjan to arche bogosh bale cham wati dostey hiba khor ent
Title: Re: Mohabbat Aur Husn
Post by: Perozai R!nd on February 23, 2008, 05:14:31 PM
waja Zafarjan to arche bogosh bale cham wati dostey hiba khor ent

Rightly Said LS Mahruk... Weldone :)