Author Topic: poetry 4 Mother day ..(MAA)  (Read 15867 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« on: May 08, 2005, 01:53:00 PM »
jub bhi
ziNdagi Ney mujey mayos kiya
mere kadam LarkharaNey Lagy
maa, to Ney mujey tham liya
jub aNdherey meri taraf
bharNey lagey
maa, to Ney mujey roshini
dikhayi
dusht-wa-bayabaN jesey
mushkiL rastooN per
maa, to Ney muje chalna sikhaya
rahzaN ki chalooN sey
bachNa sikhaya
sahi rasteey ka aNthekhab kerNa sikhaya
mere dil ki hur bat ko
bin kahey hi
maa, to Ney jaN liya
jub khabi durd howa mujh ko
mere' ahh kerNey sey phaley hi
teri mumta merey liyey
murhum bun gayi
jub khabi taNhayi ney mujh ko sataya
maa, to Ney dost bun ker
mera sath diya
maa, teri dowayoN sey
ziNdagi ki hur mushkiL
merey liye asaN ho gayi
phir kamiyabi
mere kadam chomNey Lagi
gumNam ziNdagi ko
akk Nam miL gaya
aur
her medaN meiN jitNa
mera Naseeb bun gaya
maa, teri chahat
teri muhabat
mere liye aNmol hay
Naheed Umer Baloch

Offline libra

  • Junior Baask
  • **
  • Posts: 11
  • Karma: 1
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #1 on: May 08, 2005, 02:53:22 PM »
very Nice Naheed its ur gift 4 mother day  (F)
libra

Offline گوادری Gwaduri

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 252
  • Karma: 37
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #2 on: May 08, 2005, 03:14:22 PM »
nice one sister... :)
Maara Tappi Kotag Hama Teera
Anga tai dedage kamaan'a hain

Offline Nohani

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 993
  • Karma: 44
    • Home of Balochi Literature
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #3 on: May 08, 2005, 03:24:10 PM »
muhtarima Naheed sahiba

aapki likhi gai tehreer behadd pasand aai. bilashuba MaaN ke qadmoN talay jannat hai. maaN eik aisi hasti hai jiski jitni ta'reef ki jaye kam hai, iss ne'mat ka jitna shukr adaa kya jaye kum hai

 (F)

Ek mudaat say meri maaN nahi soi tabish
mai nay ek baar kaha tha mujhay dar lagta hai !

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #4 on: May 09, 2005, 11:36:19 AM »
DostegeN gohaar Naheed,
Salamat baate,

Ta'ee yeh nazm manaa ham sak' doust boot ke pa-wati maataa maaN hamenchush bugwasheN kammeN.

zeeg mani vati maa gooN wati braataani goomaa kamo tang kuta manee maat goshe...

"TVa gwashtaa maroochi maataani roucheN, mann shume deyamayaaN shuma mani kadraa nazanaane mann deyma nabaaN goRaa zaanetaaN maat chiya gwashaaN :( " (Huda maye maat-o-petaani sahegaa maye saraa dahimee salaamat bekaaN (Aaameen))

har maat pa wati aulaada nadreN:
kul yak shairiye:

Yaa-Rabb meree ik laghzish bachooN ke nah sar jaaye
jo kuch bhi guzarnee hai mujh par hee guzar jaaye
kuch pyaasi zameenooN ko seraab hee kar jaaye
phir abr kee marzii hai, Tehre ke guzar jaaye
(Anwar Gorak-poori. )

Meree janib se ek khoobsoorat kawish par d'harooN daad aur mubarak baad quboool keejiye

khair andesh

 :Raji:
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline ضیا بلوچ Zia Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 304
  • Karma: 19
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #5 on: May 13, 2005, 04:57:49 PM »
moHtarama Naheed sis , aadaab :)

aap se shaayad aaj pehlee baar ham-kalaam hone jaarahaa hoN , is se pehle na Sirf maiN aap ki books paRh chukaa hoN , balke dosre Urdu Forum maiN bhi aap ki taKhleeqaat se lutf-andaaz hochukaa hoN :-)

laken Sad Haif k aap ki taKhleeqaat pe reply na desakaa bar-waqt, yaqeenan ye meeri apni kautaahi , aur kaahilee hai  :$ . inshaa Allah aayenda nahiN hogee  :mrgreen: . umeed hai k aap dar-guzar farmaayeNgee  :) .

aap kii ye taKhleeq nehyaata u'mdah hai , maaN jaisee a'zeem hasti ko aap ne bahut jaami' andaaz maiN Khiraaj-e-a'qeedat paish kyaa hai ! meeri jaanib se DheroN daad qabool kejeye :)

shuktiya

moKhliS : Zia Baloch  :)

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #6 on: May 13, 2005, 06:51:54 PM »
Quote from: Zia Baloch

MoHtaram zia brother
aadaab Tasleem :)
ye jan ker mujee bohot khoshi ho rahi hay ki app meri books paRh choke ho aur deger urdu forum meiN meri takhlikat paRh choke ho  :)
brother ajj app ney meri kawish per pheli bar reply deya hay jiss ki muje bohot khoshi hay  :)
aur app ney meri kawish ko saraha jiss keliye meiN dil sey app ki mumNon hoN  :)
shukriya
ur sis
Naheed Umer Baloch

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #7 on: May 13, 2005, 07:08:10 PM »
Quote from: Raji
DostegeN gohaar Naheed,
Salamat baate,

Ta'ee yeh nazm manaa ham sak' doust boot ke pa-wati maataa maaN hamenchush bugwasheN kammeN.

zeeg mani vati maa gooN wati braataani goomaa kamo tang kuta manee maat goshe...

"TVa gwashtaa maroochi maataani roucheN, mann shume deyamayaaN shuma mani kadraa nazanaane mann deyma nabaaN goRaa zaanetaaN maat chiya gwashaaN :( " (Huda maye maat-o-petaani sahegaa maye saraa dahimee salaamat bekaaN (Aaameen))

har maat pa wati aulaada nadreN:
kul yak shairiye:

Yaa-Rabb meree ik laghzish bachooN ke nah sar jaaye
jo kuch bhi guzarnee hai mujh par hee guzar jaaye
kuch pyaasi zameenooN ko seraab hee kar jaaye
phir abr kee marzii hai, Tehre ke guzar jaaye
(Anwar Gorak-poori. )

Meree janib se ek khoobsoorat kawish par d'harooN daad aur mubarak baad quboool keejiye

khair andesh

 :Raji:

Deir sister zahida
walakum salam
app ney meri kawish ko para aur pasand kiya jiss keliye meiN dil sey app ki mumNoN hoN  :)
kiyoke abhi hum ass medan meiN talib-alam heiN abhi to hameN bohot kuch sikhNa hay , aur asi tara hosla afzayi rahi to hum bohot kuch sikh sikee gey ........wese to diger urdu forum mein bhi hum sikh hi rahey heiN , mager ass forum ki bat hi kuch aur hay kiyoke ye hamara apna forum hay  :)
jaha sab apney sey lagte hay meri dowa hay ye forum kamiyab rahee  (F)
ur sis
Naheed Umer Baloch

Offline Imran Umar Baloch

  • Junior Baask
  • **
  • Posts: 14
  • Karma: 2
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #8 on: May 14, 2005, 04:15:40 PM »
Naheeeeeeeed,

Good Poetry ...Keeep it Up......

Did u share this poetry with mother.......

Ur Brother

Imran
Imran Umar  Baloch

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #9 on: May 14, 2005, 04:42:54 PM »
Quote from: imranbaloch
Naheeeeeeeed,

Good Poetry ...Keeep it Up......

Did u share this poetry with mother.......

Ur Brother

Imran

sweet brother imi
yes i share this poetry with mother :)
thanx 4 ur appreciation :)
ur sis
Naheed Umer Baloch

Offline Rind Baba

  • '''--Top Gun--'''
  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 2060
  • Karma: 212
  • Zendag Baat baloch Raaj ♡
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #10 on: May 14, 2005, 05:19:55 PM »
Salam Meri Pyari behen  Naheed baloch!
Allah Apko hamesha Sehit Aur tandrosti de Aameen, Apki Likki Howii Nazm mujay Bohot Pasand  ayee , beshak Maa Ke Qadmoo Talay janet Hain kehtay hain  Maa Ke Duwa janet ke hawa Hain,

jeasy Ke Meri behen rajii Ne Likka hain Ke Maa Ke kadar tab hotti Hain Jab Woh pass Nahi hota Je bilkul yahi Toh Such hain , mujay Lejey Main Aik Mesaal Hoon ,
Main Duwa Kerta Hoon Allah Se Allah Humaray sab Muslim Omahaat ke Hafizat Keray,Ounka saya Khabi Humse Allag Na Hoon  Aameen

Ur brother
RindBaba
You can chain me, you can torture me, you can even destroy this body, but you will never imprison my mind.

Long Live Baloch & Balochistan

Offline STONER

  • Semi Seniour Baask
  • ***
  • Posts: 98
  • Karma: 3
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #11 on: May 14, 2005, 07:42:07 PM »
Asalaam Alaikum sis Naheed..

Aap ki ye takhleek behad passand aai. Bohot khoob

meri taraf se bhi daad qabool kejiye.
YOU START SOMETHING WE END IT

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #12 on: May 15, 2005, 07:11:02 PM »
Quote from: Baba
Salam Meri Pyari behen  Naheed baloch!
Allah Apko hamesha Sehit Aur tandrosti de Aameen, Apki Likki Howii Nazm mujay Bohot Pasand  ayee , beshak Maa Ke Qadmoo Talay janet Hain kehtay hain  Maa Ke Duwa janet ke hawa Hain,

jeasy Ke Meri behen rajii Ne Likka hain Ke Maa Ke kadar tab hotti Hain Jab Woh pass Nahi hota Je bilkul yahi Toh Such hain , mujay Lejey Main Aik Mesaal Hoon ,
Main Duwa Kerta Hoon Allah Se Allah Humaray sab Muslim Omahaat ke Hafizat Keray,Ounka saya Khabi Humse Allag Na Hoon  Aameen

Ur brother
RindBaba

walacum salam Brother rindBaba
app ney meri nazam ko perha aur pasand kiya ass key liye meiN app ki mumNon hoN  :)
aur purkholos dowayoN keliye bohot shokriya
ur sis
Naheed Umer Baloch

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #13 on: May 15, 2005, 07:16:35 PM »
Quote from: STONER
Asalaam Alaikum sis Naheed..

Aap ki ye takhleek behad passand aai. Bohot khoob

meri taraf se bhi daad qabool kejiye.

walacum salam
jameel brother
app ney meri kawish ko saraha ass keliye bohot shokriya :)
ur sis
Naheed Umer Baloch

Offline Amjad Qarar

  • Baask Poet
  • ***
  • Posts: 96
  • Karma: 6
Re: poetry 4 Mother day ..(MAA)
« Reply #14 on: July 31, 2010, 09:12:51 PM »
goun_neiken_wahagan

 [ banok ] ناہید عمر بلوچ

ماں نبشتہ کاریءِ پڑءَ بلوچ زالبولانی کارست چو روچ ءِ رژن ءَ زاہر و پدر انت بلے مروچاں بلوچ زالبولاں نبشتہ کاری کم کتگ۔ شمے اے نظم ونت دل شاداں بوت ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔پہ مکہیں مات ءُ ماتیں وتنءَ ہرچی کہ نبشتہ بہ بیت کم انت۔۔۔۔۔باز جوانیں جھدے سد ستا کرزایت۔
اردو شاعرے پہ مات ءَ گوشیت کہ

جس سمت بھی نظر گئی تو میں نے دیکھا کہ تم ہو

باز وش

قلمء ِ واگاں مدار کہ سک تمرد و وتسر انت بلے کہ روت

کستر

امجد
[/b]