Author Topic: Kabhi Hans Ke Tho Kabhi --- By FNR  (Read 18387 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Perozai R!nd

  • Baloch
  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 2685
  • Karma: 75
    • Baask - The Home Of Balochi Language & Literature
Re: Kabhi Hans Ke Tho Kabhi --- By FNR
« Reply #15 on: April 30, 2008, 10:42:50 AM »
I Want to Tell All Of you Keh Mujhe Koi Shoq Nahi Hai Urdu Shairy Seekhne Ke Aur Naa Hee Mein Es Kaam Mein Joddojuhod Karunga Keh Mein Aik Acha Urdu Shaair Banoo,n Aur Na Hee Maine Kabhi Koshish Kee Hai... Jo Kuch Maine Likha Hai Sab Ghalat Ho,n Tho Ghalat Hee Sahi I Dont Care... Magr Jo Kuch Likhoonga Yaha`n Share Karoonga Agr Es Mein Koi Problem Hai Kisi Ko Tho I Dont Care.........  Bas Yahi Kuch Kehna Chahta Taa Mein...

Kisi Ka Dil Dukha Ho Meri Baato,n Se Tho Reason Bata Kar Keh Sakta Ya Sakti Hai....


Thank You!


Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
Re: Kabhi Hans Ke Tho Kabhi --- By FNR
« Reply #16 on: April 30, 2008, 11:03:17 AM »
I Want to Tell All Of you Keh Mujhe Koi Shoq Nahi Hai Urdu Shairy Seekhne Ke Aur Naa Hee Mein Es Kaam Mein Joddojuhod Karunga Keh Mein Aik Acha Urdu Shaair Banoo,n Aur Na Hee Maine Kabhi Koshish Kee Hai... Jo Kuch Maine Likha Hai Sab Ghalat Ho,n Tho Ghalat Hee Sahi I Dont Care... Magr Jo Kuch Likhoonga Yaha`n Share Karoonga Agr Es Mein Koi Problem Hai Kisi Ko Tho I Dont Care.........  Bas Yahi Kuch Kehna Chahta Taa Mein...

Kisi Ka Dil Dukha Ho Meri Baato,n Se Tho Reason Bata Kar Keh Sakta Ya Sakti Hai....


Thank You!

My dearest brother Fahad:
Salam o wahag,

meree baat se agar aap kee dil-aazarii hoovii hai tu uske liYe bohat ma'azrat Khwah hooN. mera maqSad aapkee rehnumaYii hai nah ke aap par be-jaa tanqeed.

aap ka Gussah baja hai iskee wajah Sirf yeh hai keh ab tak aap us  maHaul se door heN jahaN naye likhne waale iSlaaH aur rehnumaYii ke liye kaheeN saarii baateN bardasht karte heN.

ek baat hamesha yaad rakhiye keh jo insaan tanqeed bardasht kar leta hai woh zindagi meN kabhi na-kaam naheeN rehtaa.

tanqeed ke peeche, naaqid ka maqaSid kyaa ho sakta hai us ko zaroor naZar meN rakhiye.
meree aap se guzaarish hai keh yahaN tanqeed karne waaloN kee baatoN ko macbat leejiye kyaa faahidah jab chand saaloN ke ba'ad aap Khud itne qaabil ho jaheN keh in choTee choTee cheezoN ko samajh aur jaan sakeN aur tab aap ko is baat par sharmindagii ho keh aap ne apnii rehnumaYii karne waaloN ko Ghalat^ samajhtaa?

aap jo meHsoos karte heN use zaroor likhiYe aur yahaN share bhi keejiye mujhe bohat Khushii ho gii. yaqeen jaaniye koyii aap kee dil-aazarii naheeN chahtaa balkeh aap ko mazeed acha likhte hoove dekhnaa chahta hai.


dua'a go
aap kee baaji
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Perozai R!nd

  • Baloch
  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 2685
  • Karma: 75
    • Baask - The Home Of Balochi Language & Literature
Re: Kabhi Hans Ke Tho Kabhi --- By FNR
« Reply #17 on: April 30, 2008, 11:17:29 AM »
Respected Sis Raji

Nahi Nahi Mujhe Yaha`n Kisi Se Shikayat Nahi Hai Aur Na Hee Mujhe Kisi Ki Baato`n Se Dil Aazaari Howi Hai...

Mein Bas Yahi Fact Batana Chahta Taa Keh Meine Kabhi Koshish Nahi Kee Hai K Mein Aik Acha Urdu Shair Banoo,n Aur Naa Hee Mujhe Interest Hai,,, Ye Jo Kuch Likha hai Just For Enjoyment...

Yaqeen Jaanye Mujhe Behadd Khushi Hoti Aap Logo,n K Mashware Aur Naseehat Mere Saath Hote Agr Really Mein Es Shairy Mein Shoqeen Hota Magr I have No Interest Aur Agr Jab Kabhi Likhoonga Tho YAha`n Baask Mein Share Karoonga Chaahe Ghalat Ho,n Ya Sahi...


Offline Hammal dashtiari

  • Junior Baask
  • **
  • Posts: 74
  • Karma: 65
Re: Kabhi Hans Ke Tho Kabhi --- By FNR
« Reply #18 on: August 20, 2008, 08:40:48 AM »
BEID RANJO JOUREN YAATAAN ZINDAGI
TAO MANA ICHI NADATA ZINDAGI
WAHAGE LAIBOK DASTA DATAGANT
TIFLEN DIL TAO CHOUN GALATA ZINDAGI
BALOCH

Offline HABIB MOHAMMED SAEED

  • Junior Baask
  • **
  • Posts: 40
  • Karma: 52
  • BALOCHISTANI
Re: Kabhi Hans Ke Tho Kabhi --- By FNR
« Reply #19 on: August 20, 2008, 10:14:32 AM »
baaz wash baaz joan,,,lekha jo kismat main khuda ko yaad kya karna
                   jahaan bidard  sanam ho wahaan faryaad kya karna E|
MR,BALOCHISTAN

Offline Sassi of Kech

  • New Baask
  • *
  • Posts: 9
  • Karma: 7
Re: Kabhi Hans Ke Tho Kabhi --- By FNR
« Reply #20 on: August 20, 2008, 09:49:42 PM »
baaz wash baaz joan,,,lekha jo kismat main khuda ko yaad kya karna
                   jahaan bidard  sanam ho wahaan faryaad kya karna E|


Hay Man!!!

S it a mirror that u hold?????
put it down my dear fahad may not be serious but u r gonna cry........ :''(


Fahad u must not be serious about Shaeri ........

ye laddoo khana ap k bus ki bath nae hay!!!!!!! :hehe:

Offline sammi

  • Junior Baask
  • **
  • Posts: 11
  • Karma: 0
Re: Kabhi Hans Ke Tho Kabhi --- By FNR
« Reply #21 on: September 10, 2008, 10:08:00 PM »
NA SHIKAYATEN NA GILA KARE KOI AISA SHAKHS HUA KARE
JO MERE LIYE HI SAJA KARE
JIS K ZULF MUJ PAR HAWA KARE
KHABI ROE JAE WO BE PANAH
KHABI BE TAHASHA UDAAS HO
KHABI CHUP KE CHUP KE DABE QADAM MERE PEECHE AAKE HANSA KARE
MERI QURBATEN MERI CHAHATEN KOI YAAD RAKHE QADAM QADAM
MEN BADE TAEWEEL SAFAR MEN HOON
MERI WAPSI KI DUA KARE
NA SHIKAYATEN NA GILA KARE