Tujhe dekhney wale to bohut hoongey
Par tujhe aankhoon mein basaney wala koi mujh sa na hoga.
Tujhe pasand kerney wale to bohut honngey
Par tujhe pagaloon ki tarah chahney wala koi mujh sa na hoga.
Tujhe jaanney wale to bohut hoongey
Par teri dharkanoon ko smajhney wala koi mujh sa na hoga.
Tujhe apna keh ker bullaney wale to bohut hoonge
Par tujhe apni izzat smajhney wala koi mujh sa na hoga.
tera naam hathely pur likhney wale to bohut hoongey
par dil ki gahraiyoon mein tera naam likhney wala koi mujh sa na hoga