0 Members and 1 Guest are viewing this topic.
Kyun rulaate ho humien ?Kyun bhool jaate ho humien?Tere hee sahaare to jee rahe hain hum..To phir kyun akela chorr jaate ho humien?
Quote from: Perozai R!nd on December 05, 2005, 07:26:20 PMKyun rulaate ho humien ?Kyun bhool jaate ho humien?Tere hee sahaare to jee rahe hain hum..To phir kyun akela chorr jaate ho humien?mohabbat wo hai jo satati hai nazuk sai dil ko tarpati haikarna na tum kabi mohabbat kisi saikambakht ye wo hai jo haste logo ko rolati haigirl:ek wada ta tere har wade ke picheto mele ga muje har darwaze k pichesab aaye mere janaze k piche prek to hi na ta mere janaze k picheboy:ek wada ta mere har wade k piche mai melonga tuje har darwaze k pichepr tune mur kar na dekaek or janaza ta tere janaze k pichehum apni rooh tere jisam mai jood aayetuje gale sai lagana to ek bahana tahamara namaze janaza gairone paramare the jin k liye wo reh gaye wazo karte howe baloch
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko, Apni nazron mein basa kar na giraana mujko ! Tumko aankho mein tasavur ki tarah rakhta hoon, Dil mein dadkan ki tarah tum bhi basana mujko ! Baat karnay mein jo mushkil ho tumhay mehfil mein, Main samajh jaaonga nazron say bataana mujko ! Vaada utna hi karo jitna nibha saktay ho, Khawab poora jo na ho woh na dikhana mujko ! Apnay rishtay ki nazaakat ka baram rakh lena, Main to aashiq hoon deewana na banana mujko ! Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko, Apni nazron mein basa kar na giraana mujko