0 Members and 2 Guests are viewing this topic.
Quote from: Sheh Mureed on November 07, 2007, 01:54:31 PMMujhey aksar ketey hein mery doost Aahista kehna kahein sun nan lein teri baatDeewaroon key bhi hein kaan Magar kya karoon Meri zeest mein nahin chup rehna Mujhey sikhaya yahi gya Sach ko sach kena jhoot ko jhootAgar na kahoon Aik khalsh ho gi dil mein Aik bey cheeni ho giMein kahoon ga Har jaga kahoon ga Takhtahey daar pey bhi kahoon ga Mein kahoon ga meri qoum mazloom hey Kahoon ga mein kahoon ga haq baat kahoon ga .jab zuban per kafal pari ho sach khena ak Guna ho asey mein sach bolnabohot bari bat hay magar han agar insan khamosh ho gaya samjo har gaya ,,aur har ker jina bhi to ak saza hay asi liye insan ko apney khayal ka azhar karna chaye ,aur haq bat khena chaye ,,,agar insan azhar nahi karey ga to har pal ghutan ka ahsas ho ga ,,,aur ghutan zada mahol mein ghut ghut ka jina bhi to ak azab hay ...app ki feeling hame pasand ayi
Mujhey aksar ketey hein mery doost Aahista kehna kahein sun nan lein teri baatDeewaroon key bhi hein kaan Magar kya karoon Meri zeest mein nahin chup rehna Mujhey sikhaya yahi gya Sach ko sach kena jhoot ko jhootAgar na kahoon Aik khalsh ho gi dil mein Aik bey cheeni ho giMein kahoon ga Har jaga kahoon ga Takhtahey daar pey bhi kahoon ga Mein kahoon ga meri qoum mazloom hey Kahoon ga mein kahoon ga haq baat kahoon ga .
Emotional feelings are mental diseases
our eyes are so small yet they see the whole world !