Author Topic: Share yours thoughts in your words...  (Read 251281 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Alhaan

  • Semi Seniour Baask
  • ***
  • Posts: 224
  • Karma: 11
  • Live Your Life AS YOu Want To LIVE.
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #45 on: October 27, 2007, 11:18:32 PM »
SUNA HAY LOG USAY AANK BAR KAY DAKTAY HAY
SO US KAY SHAIR MEIN KUCH DIN TEHIR KAY DAKTAY HAY
SUNA HAY US KO BE SHIR O SHAIRI SAY SHAGAF
SO HUM BE MUJZAY APNAY HUNAR KAY DAKTAY HAY
SUNA HAY BOOLAY TO BATOO SAY POOL CHADK TAY HAY
YAH  BAAT HAY TO CHALO  BAAT KAR  KAY DAKTAY  HAY

Offline Adventurous

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 6
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #46 on: October 28, 2007, 12:22:36 AM »
Kisi K Haq Main Sahi Woh Koi Duwa Tu Kare, Woh Keh Nahi Sakta Meri Suna Tu Kare, Kabhi Bataye Woh Aa Kar Meri Khata Mujh Ko, Woh Mujh Se Kis Liye Rotha Hai Koi Gila Tu Kare,Main Lot Jaonga Apni Duniya Main, Woh Shaks Mujh Se Bicharney Ka Faisila To Kare....

Offline Alhaan

  • Semi Seniour Baask
  • ***
  • Posts: 224
  • Karma: 11
  • Live Your Life AS YOu Want To LIVE.
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #47 on: October 28, 2007, 10:03:55 PM »
HAMARA ISHQ QALM SAY HAY YAH KITAAB SAY HAY
OR US KAY BAAD AGAR HAY TO MEHTAAB SAY HAY
KOHI ZURI TO NAHIN WAKIYAT SUCH HON
KAY JIS KAHNI KA AAGAZ TERE JUWAB SAY HAY
BUS AIK DUN A KAY DUSROH KAY KAAM AAO
MUJAY SILA SAY GARZ HAY NAH KUCH SAWAB SAY HA

Offline Adventurous

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 6
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #48 on: November 02, 2007, 09:41:13 PM »
Lagzishon Se Mavra Tu Bhi Nahi,Main Bhi Nahi,,, Dono Insan Hain Khuda Tu Bhi Nahi,Main Bhi Nahi,,,Tu Mujhe, Main Tujhe Ilzaam Deta Hon, Magar Apne Andar Jhankta Tu Bhi Nahi,Main Bhi Nahi....Maslehat Ne Kar Diya Dono Main Ikhtilaf Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi,Main Bhi Nahi....Mukhtalif Simton Main Safar Dono Ka Jari Hain.... Aik Phal Ko Ruka Tu Bhi Nahi,Main Bhi Nahi....Chahte Bhut Dono Aik Dosre Ko Hum Magar, Yeh Haqiqat Manta Tu Bhi Nahi,Main Bhi Nahi........

Offline Adventurous

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 6
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #49 on: November 02, 2007, 10:19:48 PM »
Aarzoo-E-Dil Ne Hame Diwana Bana Diya, Hum Roye Na The Kabhi Tum Ne Rula Diya, Hum Ne To Har Waqt Yaad Kiya Lekin,Tum Ne Yaad Kartay Kartay Zamana Laga Diya.....

Offline Adventurous

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 6
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #50 on: November 02, 2007, 11:16:41 PM »
Na Karta Shikayat Zamane Se Koi,Agar Maan Jata Manane Se Koi, Kisi Ko Yaad Kyun Karta Koi,Agar Bhul Jata Bhulane Se Koi....

Offline Adventurous

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 6
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #51 on: November 05, 2007, 12:03:11 AM »
Mujh se mukhlis na waqif mere jazbat se tha.us ka rishta faqat apni mafad se tha. ab jo bichra to kya roye judai pe teri, yeh andesha to hame pehle se tha....

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • *****
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #52 on: November 05, 2007, 08:22:40 PM »
Mujh se mukhlis na waqif mere jazbat se tha.us ka rishta faqat apni mafad se tha. ab jo bichra to kya roye judai pe teri, yeh andesha to hame pehle se tha....

Nice post :)
Naheed Umer Baloch

Offline Adventurous

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 6
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #53 on: November 05, 2007, 11:01:34 PM »
Thnx, sis Naheed

Offline Adventurous

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 6
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #54 on: November 05, 2007, 11:07:58 PM »
Raste khud he tabahi ke nikalay hum ne. ke dil diya pathar ke hawalay hum ne.ham ko malom hai kya chiz muhabat hai, apne dil ko saaye main jalta dekha hum ne....

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #55 on: November 06, 2007, 10:09:28 AM »
Bichar ke phir milenge use yaqeen kitna tha. tha to ek khuwab magar haseen kitna tha. mere zawal se pehle woh mujhe chor gaya, haseen to tha magar zaheen kitna tha.....

kyaa yeh alfaaz aap ke zaati heN? agar naheeN tu phir ise yahaN tu post naheeN honaa chahiye????????????????
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #56 on: November 06, 2007, 10:45:49 AM »
jab bhi insaan apnii nafii kar ke doosrooN ke liYe sochta hai doosre bhi uskee nafee kar dete heN.
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Adventurous

  • Baask's Asset
  • ***
  • Posts: 166
  • Karma: 6
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #57 on: November 07, 2007, 01:48:01 AM »
Sorry  [:(]

Offline Sheh Mureed

  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 551
  • Karma: 12
  • you are never a looser untill you quit trying
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #58 on: November 07, 2007, 01:54:31 PM »
Mujhey aksar ketey hein mery doost
Aahista kehna kahein sun nan lein teri baat
Deewaroon key bhi hein kaan
Magar kya karoon
Meri zeest mein nahin chup rehna
Mujhey sikhaya yahi gya
Sach ko sach kena jhoot ko jhoot
Agar na  kahoon
Aik khalsh ho gi  dil mein
Aik bey cheeni ho gi
Mein kahoon ga
Har jaga kahoon ga
Takhtahey daar pey bhi kahoon ga   
Mein kahoon ga meri qoum mazloom hey
Kahoon ga mein kahoon ga haq baat kahoon ga


.

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • *****
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
Re: Share yours thoughts in your words...
« Reply #59 on: November 16, 2007, 08:38:16 PM »
Mujhey aksar ketey hein mery doost
Aahista kehna kahein sun nan lein teri baat
Deewaroon key bhi hein kaan
Magar kya karoon
Meri zeest mein nahin chup rehna
Mujhey sikhaya yahi gya
Sach ko sach kena jhoot ko jhoot
Agar na  kahoon
Aik khalsh ho gi  dil mein
Aik bey cheeni ho gi
Mein kahoon ga
Har jaga kahoon ga
Takhtahey daar pey bhi kahoon ga  
Mein kahoon ga meri qoum mazloom hey
Kahoon ga mein kahoon ga haq baat kahoon ga


.


jab zuban per kafal pari ho
sach khena ak Guna ho
asey mein sach bolna
bohot bari bat hay

magar han agar insan khamosh ho gaya samjo har gaya ,,aur har ker jina bhi to ak saza hay asi liye insan ko apney khayal ka azhar karna chaye ,aur haq bat khena chaye ,,,agar insan azhar nahi karey ga to har pal ghutan ka ahsas ho ga ,,,aur ghutan zada mahol mein ghut ghut ka jina bhi to ak azab hay ...

app ki feeling hame pasand ayi  :)
Naheed Umer Baloch