Author Topic: Eid Poetry  (Read 2466 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Rind Baba

  • '''--Top Gun--'''
  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 2060
  • Karma: 212
  • Zendag Baat baloch Raaj ♡
Eid Poetry
« on: November 03, 2005, 03:54:17 AM »
Kash iss eid par main tera bakra hota
Aur kissi ne na sahi tu ne to mujhe pakra hota

Tu heenai lage hathon se mujhe pathe khilati
Thore thore na sahi sare akathe khilati

Tu mujhe bain bain kar ke bulati
Aur sham ko gali main saath ghumati

Main teri qurbat ka nasha bar bar karta
Tere lams ka ahsas mujhe sarshar karta

Mere pass gari(car) na sahi chakra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota

Tu meri suhbat par naaz karti
Bila-jhijhak mujhe aashnae-raz karti

Agar mera raqeeb mujhe chehra kerta
Seeng marta foran usse takar marta

Raat ko sardi main bahir akra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota

Phir eid par zibah ho jata main
Teri khatir cut ker mar jata main

Teri muhabat ne kuch iss tarah jakra hota
Kash iss eid par main tera bakra hota


 :((
You can chain me, you can torture me, you can even destroy this body, but you will never imprison my mind.

Long Live Baloch & Balochistan

Offline Zahida Raees Raji

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 7107
  • Karma: 356
    • Baask-Home of Baluchi Language, Literature & Culture
Re: Eid Poetry
« Reply #1 on: November 03, 2005, 05:28:45 AM »
Quote from: RindBaba
Kash iss eid par main tera bakra hota


 :((



braat ey chonen' kwahishen'?  :evil: shugren' ke tao pas nahe bale kasaanen' eida kaya buraaq eyr kanage-e-shoq buttaa. :)
Zahida Raees :Raji:
baaskadmin@gmail.com , admin@baask.com
Learn Baluchi Composing in INPAGE
Learn Balochi Poetry Background Designing
Help Line

Offline Abdullah

  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 105
  • Karma: 6
Eid Poetry
« Reply #2 on: November 04, 2005, 02:16:03 PM »
Kya woh kisi kasaaii ki beti thi jis ke liye shaa'er qurbaani ka bakra banney ke liye tayyaar hoa.  :mrgreen:  baherhaal parh kar buhut lutf aayaa. Thank you brother Rind for sharing it.

Offline Rind Baba

  • '''--Top Gun--'''
  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 2060
  • Karma: 212
  • Zendag Baat baloch Raaj ♡
Re: Eid Poetry
« Reply #3 on: November 05, 2005, 04:24:11 PM »
Quote from: Raji
Quote from: RindBaba
Kash iss eid par main tera bakra hota


 :((



braat ey chonen' kwahishen'?  :evil: shugren' ke tao pas nahe bale kasaanen' eida kaya buraaq eyr kanage-e-shoq buttaa. :)


Jee Gohaar Ey Mani Kwahish Nahin Allah Maaf Bekent  :mrgreen: Shah'er Kamo Zana Mast Malang  Butta Ke Chushen Shah'eri Kutta  :mrgreen: . Allah Nejaad Bedent Kulle'n Musalman'a
ASHIQ-A Pa Cham-e Charaag Che Bitt
You can chain me, you can torture me, you can even destroy this body, but you will never imprison my mind.

Long Live Baloch & Balochistan

Offline Rind Baba

  • '''--Top Gun--'''
  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 2060
  • Karma: 212
  • Zendag Baat baloch Raaj ♡
Eid Poetry
« Reply #4 on: November 05, 2005, 04:31:06 PM »
Quote from: Abdullah
Kya woh kisi kasaaii ki beti thi jis ke liye shaa'er qurbaani ka bakra banney ke liye tayyaar hoa.  :mrgreen:  baherhaal parh kar buhut lutf aayaa. Thank you brother Rind for sharing it.


Muje Be asay He Lagta hain Ke Woh zaroor kohi kasaaye ki Beti te :mrgreen:
You can chain me, you can torture me, you can even destroy this body, but you will never imprison my mind.

Long Live Baloch & Balochistan