Author Topic: Ghazal Of The Year  (Read 12506 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Rind Baba

  • '''--Top Gun--'''
  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 2060
  • Karma: 212
  • Zendag Baat baloch Raaj ♡
Ghazal Of The Year
« on: December 31, 2005, 03:21:45 PM »
Good Bye 2005 :'( Welcome 2006 :>

Jab tum say itifaqan meri nazar mili thi
Ab yaad aa raha hay shayad woh JANUARY thi

tum youn mili dobara phir mahe FEBRUARY may
jaise k humsafar ho tum rahe zinadge may

kitna haseen zamana aaya tha MARCH le kar
rahe wafa pe thi tum wadon ki torch lay ker

bandha jo ahde ulfat APRIL chal raha tha
duniya badal rahi thi mousam badal raha tha

laiken MAY jab aai jalne laga zamana
har shaks ki zuban per tha bas yahi fasana

duniya k dar say tum ne badli thi jab nigahain
tha JUNE ka mahena lab pay thi garm aahain

JULY may jo tum ne thi baat thi to kuch kam
the aasaman pe badal aur meri aankhain pur nam

mahe AUGEST may jab barsath ho rahi thi
bas aansoon ki barish din raat ho rahi thi

kuch yaad aa raha hay who mah tha SEPTEMBER
bheja tha tum ne muj ko tarq e wafa ka letter

tum ghair ho rahe thi OCTOBER a gaya tha
duniya badal chukki thi mausam badal chukka tha

jab aa gaya NOVEMBER aaise bhi raat aai
mujh say tumhe churane saj kar barat aai

bay kaif tha DECEMBER jazbath mar chuke the
maosam tha sard us main aarman bikhar chuke the


LAIKEN YEH KIYA BATAAON AB HAAL DOSRA HAY

ARAY YAAR
WOH SAAL DOSRA THA YEH SAAL DOSRA HAY




wishing you smiles .good cheers and a HaPpy NeW YeAr !!
You can chain me, you can torture me, you can even destroy this body, but you will never imprison my mind.

Long Live Baloch & Balochistan

Offline Nohani

  • Administrator
  • *****
  • Posts: 993
  • Karma: 44
    • Home of Balochi Literature
Ghazal Of The Year
« Reply #1 on: December 31, 2005, 03:55:02 PM »
:% I heard the same lines in Altaf Raja's first song of the first album  :mrgreen: . Tum Tou Tehray Pardesi was a hit track in those days

Offline Rind Baba

  • '''--Top Gun--'''
  • Global Moderator
  • ******
  • Posts: 2060
  • Karma: 212
  • Zendag Baat baloch Raaj ♡
Ghazal Of The Year
« Reply #2 on: December 31, 2005, 04:02:09 PM »
Quote from: Nohani
:% I heard the same lines in Altaf Raja's first song of the first album  :mrgreen: . Tum Tou Tehray Pardesi was a hit track in those days



Then Who Said That This Ghazal is Writen By Sabit  :mrgreen:  Sorry Man Just kidding :>   :x
You can chain me, you can torture me, you can even destroy this body, but you will never imprison my mind.

Long Live Baloch & Balochistan

Offline Sheereen

  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 158
  • Karma: 1
GAZAL
« Reply #3 on: January 30, 2006, 12:40:57 PM »
phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko
Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko

Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi
Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko

Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi
Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko

Jab koi bhi na raha kandha meray ronay ko
Ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko

Uoon to umeed-e-wafa tum say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko

Bewafa zindagi nay jab chorh diya hay tanha
Maot nay piyar say pehloo main bithaya mujh ko

Woh diya hoon jo mohabat nay jalaya tha kabhi
Gham ki andhi nay sar-e-sham bujhaya mujh ko

kaisay bhoolon ga wohi wasl kay lamhay
Yad aatay hain guzray hoaye lamhey mujh ko

LoVe B@LoC]-[IzT@N
NaNa Jan NaNa SHaN
BaLoCHiStAn BaLoShAn

Offline Sheereen

  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 158
  • Karma: 1
GAZAL
« Reply #4 on: January 30, 2006, 12:42:03 PM »
Dosti ka pehla pegham aapke naam,
Zindagi ki akhari sham aapke naam.
Iss safar main humsafar hain hum dono,
Is dosti ko nibhana hain aapka kaam


Is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.
Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,
Yu yaad na karke saza na dijiye


Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab rishtoon se pyaari hai dosti tumhaari.
Manzoor hai aansu bhi aankho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hont pe tumahari


Khuda se thora reham khareed lete,
Aap ke zakhmo ka marham khareed lete.
Agar kahi bikti khushiya meri,
To saari bech kar aap ka har ghum khareed lete


Jam pe jam pine se kya fayda,
Sham ko pi subah utar jayegi.
Arey do boond dosti ke pi le,
Zindagi saari nashe mein guzar jayegi.



Har kadam par imtihaan leti hai zindagi,
Har waqt naya sadma deti hai zindagi.
Hum zindagi se kya shikwa kare,
Aap jaise dost bhi to deti hai zindagi

LoVe B@LoC]-[IzT@N
NaNa Jan NaNa SHaN
BaLoCHiStAn BaLoShAn

Offline Sheereen

  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 158
  • Karma: 1
Ghazal Of The Year
« Reply #5 on: January 30, 2006, 12:42:54 PM »
NASEEB AaZMANAY KAY DIN A RAHAY HAIN
QAREEB UN KAY AaNAY KAY DIN A RAHAY HAIN,

JO DIL NAY SUNA HAY JO DIN NAY KAHA HAY
SUB UN KO SUNANAY KAY DIN A RAHAY HAIN,

ABHI SAY DIL O JAN SARE RAAH RUKH DOON
KAY LUTNAY LUTANAY KAY DIN A RAHAY HAIN

TAPAKNE LAGI AB IN NIGHON SAY MASTI
NIGAHAIN CHURANAY KAY DIN A RAHAY HAIN,

Ae ZINDAGI KAHEN KHUSHI SAY MAR NA JAON MAY
KAY UN KO MANANAY KAY DIN A RAHAY HAIN,

AaDAT BANA LOON MAY AB MUSKARANAY KI
KAY HANSNAY HANSANAY KAY DIN A RAHAY HAIN,

BADE SABA PHIR HAMEN POCHTI PHIR RAHAI HAY
CHAMAN KO SAJANAY KAY JO DIN AaRAHAY HAIN,

CHALO SIDZ PHIR SAY KAHIN DIL LAGAYEN
SUNA HAY MUSTAQBAL BANANAY KAY DIN A RAHAY HAIN

LoVe B@LoC]-[IzT@N
NaNa Jan NaNa SHaN
BaLoCHiStAn BaLoShAn

Offline Sheereen

  • Creative Baask
  • ***
  • Posts: 158
  • Karma: 1
Ghazal Of The Year
« Reply #6 on: January 31, 2006, 11:52:33 AM »
phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko
Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko

Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi
Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko

Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi
Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko

Jab koi bhi na raha kandha meray ronay ko
Ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko

Uoon to umeed-e-wafa tum say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko

Bewafa zindagi nay jab chorh diya hay tanha
Maot nay piyar say pehloo main bithaya mujh ko

Woh diya hoon jo mohabat nay jalaya tha kabhi
Gham ki andhi nay sar-e-sham bujhaya mujh ko

kaisay bhoolon ga wohi wasl kay lamhay
Yad aatay hain guzray hoaye lamhey mujh ko

LoVe B@LoC]-[IzT@N
NaNa Jan NaNa SHaN
BaLoCHiStAn BaLoShAn

Offline Nuno

  • Seniour Baask
  • ****
  • Posts: 381
  • Karma: 11
  • Proud Pandrani
Ghazal Of The Year
« Reply #7 on: January 31, 2006, 12:17:58 PM »
my fav ghazal  :)
bat nikly gi to phir door talak jaygi
log bey wajha udasi ka sabab poochyngy
yah bhi poochyn gy tum itni pareshan kyon ho

     unglian uthyn gi sookhy huy balon ki taraf
     eik nazar dekhyn gy guzry huy saloon ki taraf
 choorion per bhi kai tanz kia jayngy
 kampty hatoon py bhi fikry kasy jayin gy
log zalim hain har eik bat ka tana dyn gy
batoon batoon main mera zikr bhi ly aeengy
un ki batoon ka zara sa bhi asar mat lena
warna chehry k tasur sy samajh jayen gy
chahy kuch bhi sawalat na karna un sy
mery bary main koi bat na karna unsy
bat nikly gi to phir door talak jay gi
Success is like tip of the tail !!!If cat runs to catch the tail.It has to keep running forever.But if it walks in its
own style.
Tail follows!!Live life with ur own rules

Offline ناہید بلوچ Naheed Baloch

  • Global Moderator
  • *****
  • Posts: 438
  • Karma: 20
    • Baask.com
Ghazal Of The Year
« Reply #8 on: February 04, 2006, 08:33:29 PM »
1.yea saal tara wasatay khushiyeoo ka nagher hoo
kya khuab hoo her roz tari eid agher hoo
 
2.kuch khushiya kuch ansoo da kar tall gaya
jewan ka eaik our soonari saal gaya
 
3.pechala baras tha khoaf tuja khoo na doo kahein
ab kie baras dua ha tara samna na hoo
 
4.logo na raat jashan naya saal ka kiya
hum apna gher ma taray leya suchta rahay
 
5.saal kie pahali kiran ka sat pher jaga ha dil
pher wohe mari talab ab ka baras mil jaya to
 
6.wo chand ha lakien ha kise our falak ka
tarsa ghi ojala ko faza ab ka baras bhi
annkhaoo kie tarha thaik gaya phahala howa bazoo
wo mara pata bhool gaya ab ka baras bhi
 
7.na koi raang ka lamha kise ka pass aya
khuda kara neya saal sub ko raass aya
Naheed Umer Baloch